Each one faces difficult situations at one time or another, small or big. It doesn't matter what shape, size or form they come, when they come they come. It is a perfect opportunity to connect with the divine within , to bow the head to the heart ,to know the inner guidance and move forward in grace.If one can remember in spring time as well, one walks in grace always. Some works are beyond time and situation...immortal, to introduce or comment on this would be to take away from it, so let this be your very own....
dhundhlaa jaayen jo manzilen
ik pal ko , tu nazar jhukaa….
jhhuk jaaye sar jahaan wahin
milta hai rab ka rasta…..
teri kismet, tu badal de
rakh himmat, bas chal de
tere saathi, mere kadmon ke hain nishaan….
tu naa jaane aas paas hai khuda….
….tu….. naa jaane aas paas hai. khuda….
tu naa jaane aas paas hai …..khudaa……
tu naa jaane aas paas hai. ..khuda…..
khud pe daal tu nazar…
halaton se haar kar
kahaan chala re…
haath ki lakir ko…
modta marodta
hai honsla re…
to khud tere khwabon ke rang mein
tu apne jahan ko bhi rang de
ke chalta hoon main tere sang mein……
ho shaam bhi to kya.a.a….
jab hoga
Andhera
tab paayega dar mera
us dar pe
phir hogi teri subah…
tu naa jaane aas paas hai khudaa….
tu naa jaane aas paas hai… khudaa…..
tu… naa jaane aas paas hai…. khudaa…..
tu…. naa jaane aas paas hai…. khudaa……
mit jaate hain
sabke nishan
bas ek woh mit ta nahin…hae..e.…
maan le jo har mushkil ko marjee meri….hae..e…
O hamsafar na tera jab kahin
Saya mera rahega , tab wahin
Tujhse kabhi na ek pal bhi main…. judaa….
…tu …naa jaane aas paas hai khuda….
Tu… naa jaane aas paas hai… khuda…..
..tu naa jaane aas paas hai khuda…a..a..
Tu… naa jaane aas paas hai.. khuda…..
Singers: Ustad Raahat Fateh Ali Khan and Shruti Paathak
Lyrics: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Nice blog. Do you know about these hatha yoga books?
ReplyDeletehttp://www.yogavidya.com/freepdfs.html
Thanx. we will be happy to hear of your personal insights based on what you may have read
ReplyDelete